Ket = >>
....
A >> Amit
M >> Mohan
Anj. >> Anjali
Ma. >> Madhuri
…………………………………………………………
A : Namaste
(Hallo)
M : Namaste, aap dilli se hain?
(Hallo, Anda berasal dari Delhi?)
A : Ji nahi, main landan se hoon, aur aap?
(Tidak, saya berasal dari London, dan Anda?)
M : Main dilli se hoon
(Saya berasal dari Delhi)
A : Aap theek hain?
(Anda baik-baik saja?)
M : Ji haan, lekin main thakaa hoon
( Ya, tapi saya lelah)
A : Haan, main bhi bahut thakaa hoon
(Ya, saya juga sangat lelah)
......
Anj. : Aapka naam kya hai?
(Siapa nama Anda?)
Ma. : Mera naam madhuri hai, aur aapka?
(Nama saya Madhuri, dan Anda?)
Anj. : Mera naam anjali hai
(Nama saya Anjali)
Ma. : Kya aap theek hain?
(Apakah Anda baik-baik saja?)
Anj. : Ji haan, dhanyawaad, main theek hoon
(Ya, terima kasih, saya baik-baik saja)
Ma. : Aap thaki nahi hain?
(Anda tidak lelah?)
Anj. : Ji nahi, main theek hoon, aur aap kaisi hain?
(Tidak, saya baik, dan bagaimana kabar Anda?)
Ma. : Main bhi theek hoon
(Saya juga baik)
Anj. : Kya yah kot aapka hai?
(Apakah jas ini milik Anda?)
Ma. : Ji nahi, yah mera nahi hai
(Bukan, ini bukan milik saya)
Anj. : Kya yah mohan ka hai?
(Apakah ini milik mohan?)
Ma. : Ji nahi, yah mohan ka bhi nahi hai
(Bukan, ini juga bukan milik mohan)
......
A : Mohan ji, aap kya kaam karte hain?
(Mohan, apa pekerjaan Anda?)
M : Main aspital mein kaam karta hoon
(Saya bekerja di rumah sakit)
A : Aap aspital mein kaam karte hain?
(Anda bekerja di rumah sakit?)
M : Ji haan, main apollo aspital mein kaam karta hoon
(Ya, saya bekerja di rumah sakit apollo)
A : Kya aap daaktar hain?
(Apakah Anda seorang dokter?)
M : Ji nahi, main daftar mein kaam karta hoon
(Tidak, saya bekerja di bagian kantor)
A : Aur madhuri ji, aap kya kaam karti hain?
(Dan madhuri, apa pekerjaan Anda?)
Ma. : Main baink mein kaam karti hoon
(Saya bekerja di bank)
A : Aap log kitne din kaam karte hain?
(Berapa hari kalian kerja?)
M : Main paanch din kaam karta hoon
(Saya bekerja lima hari)
Ma. : Aur main chaar din kaam karti hoon
(Dan saya bekerja empat hari)
.....
Anj. : Madhuri ji, aapki bahan kahan rahti hai?
(Madhuri, Di mana kakak perempuan Anda tinggal?)
Ma. : Vah bhi dilli mein rahti hai, sundarnagar mein
(Dia juga tinggal di Delhi, di sundarnagar)
Anj. : Vah kya kaam karti hai?
(Apa pekerjaannya?)
Ma. : Vah ek badi dukaan mein kaam karti hai
(Dia bekerja di sebuah toko besar)
Anj. : Uska naam kya hai?
(Siapa namanya?)
Ma. : Savita, uska naam savita hai
(Savita, namanya savita)
Anj. : Aur aapka bhai kya kaam karta hai?
(Dan apa pekerjaan kakak laki-lakimu?)
Ma. : Vah vidyaarthi hai, vah kaalej mein padhta hai
(Dia pelajar, dia belajar di universitas)
Anj. : Uska naam kya hai?
(Siapa namanya?)
Ma. : Uska naam rohit hai
(Namanya rohit)
Anj. : Kya vah bhi dilli mein rahta hai?
(Apakah dia juga tinggal di Delhi?)
Ma. : Ji nahi, vah varanasi mein rahta hai, vah BHU mein padhta hai
(Tidak, dia tinggal di Varanasi, dia belajar di BHU)
Anj. : BHU? BHU kya hai?
(BHU? apa itu BHU?)
Ma. : 'Banaras Hindu University' rohit BHU mein padhta hai
('Banaras Hindu Iniversity' rohit belajar di BHU)
Anj. : Theek hai
(Baiklah)